mai tumhe kitna yaad karti hun us chaand se pucho kabhi jo tumhare asmaan me bhi dikhta hai jo jaanta hai ke mai tumhara har roz kitna intezaar karti hun ke meri be chaini ka mere dard ka ye chaand gawah hai meri mohabbat ka...❤